tu meri roja lyrics



 Aara Aara…


Thana Nana Na

Thana Nana Na


Aara Pe Haara

Dil Ka Shikara

Pal Mein Sitaara

Pal Mein Gulreza


Aara Pe Haara

Dil Ka Shikaara

Chaahat Mein Yaara

Ho Gaya Rangreza


Tu Meri Roja

Dil Se Firoza

Jabse Mili Hai

Mauja Hi Mauja


Tu Meri Roja

Dil Se Firoza

Jabse Mili Hai

Mauja Hi Mauja


Saagar Ki Lahron Mein

Pyar Ka Jo Nagma Woh Tu Hai

Khwaabon Ke Shehron Mein

Door Door Tera Jaadu Hai


Mere Dil Ki Tu Malika

Badshah Main Tere Dil Ka

Tu Safar Hai Chaahat Ka

Raasta Main Manzil Ka


Tu Jo Haan Keh De

Haan Keh Doon

Na Keh De Na Keh Doon

Okay Oh Janam


Tu Meri Roja

Dil Se Firoza

Jabse Mili Hai

Mauja Hi Mauja


Tu Meri Roja

Dil Se Firoza

Jabse Mili Hai

Mauja Hi Mauja


Ho Main Ghazal Ke Sheron Mein

Pehla Sher Aur Tu Hai Aakhir

Kya Main Teri Dhadkan Mein

Banke Taal Ho Jaaun Shaamil


Tujhse Aankh Milte Hi

Khwaabon Mein Woh

Rang Bhar Jaate Hain


Hum Kadam Jo Bann Jaaye

Humsafar Bhi Woh

Bann Jaate Hain


Haan Keh De Haan Keh Doon

Jab Tak Hi Jaan Keh Doon

Okay Oh Sanam


Aara Pe Haara

Dil Ka Shikara

Pal Mein Sitaara

Pal Mein Gulreza


Tu Meri Roja

Dil Se Firoza

Jabse Mili Hai

Mauja Hi Mauja


Tu Meri Roja

Dil Se Firoza

Jabse Mili Hai

Mauja Hi Mauja