khwaab tha tu mera lyrics


 Dil Ki Baaji Haar Gaya Main

Dil Ki Baaji Haar Gaya


Tha Ishq Kalandar Main

Kya Se Kya Ho Gaya

Hoke Tujhse Juda

Main Tabah Ho Gaya


Dard Ankhon Se Dariya

Bann Ke Beh Gaya

Khwaab Tha Tu Mera

Khwaab Hi Reh Gaya


Khwaab Tha Tu Mera

Khwaab Hi Reh Gaya

Khwaab Tha Tu Mera

Khwaab Hi Reh Gaya



Kaali Nazaar Jaane

Kiski Lagi Aisi

Milke Bhi Hum Kyun

Mil Na Sake


Toota Sitara Hun

Khud Se Hi Hara Hun

Mujhe Maar Denge Maahi

Ye Faasle


Dard Ankhon Se Dariya

Bann Ke Beh Gaya

Khwaab Tha Tu Mera

Khwaab Hi Reh Gaya


Khwaab Tha Tu Mera

Khwaab Hi Reh Gaya

Khwaab Tha Tu Mera

Khwaab Hi Reh Gaya


Dil Ki Baazi Haar Gaya Main

Dil Ki Baazi Haar Gaya


Pair Me Jameen Nahi Hai

Sar Pe Aasmaan

Saya Bhi Mera Mujhse

Door Ho Gaya


Ankhon Mein Baarishein Hai

Hontho Pe Aahe

Jaane Khudaya Kaisa

Gunah Ho Gaya


Dard Ankhon Se Dariya

Bann Ke Beh Gaya

Khwaab Tha Tu Mera

Khwaab Hi Reh Gaya


Khwaab Tha Tu Mera

Khwaab Hi Reh Gaya

Khwaab Tha Tu Mera

Khwaab Hi Reh Gaya